Posts

Showing posts from January, 2012

jiyoge tum kal ki fikr mein.......

jiyoge tum kal ki fikr mein ya aaj ki hasi k liye jaldi socho kyuki waqt rukta nahi kabhi kisi k liye muskurao ji bhar k saare gham bhula do kahi kal ki fikr mein aaj ki hasi na gawa do

zindagi

zindagi paana aasan nahi hai jo isse samajh na saka wo insaan nahi hai himmat na haaro bus rakkho khud par yakeen anzaam wahi hai sabka ek kaffan aur do gaz zameen

manzilleN

manzilleN unhi ko milti hain jo lehroN ki rukh ko dagah dete hain unko nahi milti jo kinnaro pe khade ho kar sirf mazah lete hain

uski nazroN mein.............

to koseta us khuda ko , k de di usne itni badi sazah milti jab khushiyaN to kaun karta hai shukriya ada uski nazroN mein hai na koi zyada na koi kam milti tujhe bus tere hisse ki hi chahe wo khusi ho ya chahe gham

khwaishein..........

" badi khwaishein na rakhiye janab    grr paane ka dum na ho    ho har khwaish aisi ki toot bhi jaye    to gham na ho    khwaishein to pori ho hi jayengi       kabhi na kabhi    par un khwaishoN ka kya fayada    jinka lutf uthane k liye hum na ho