"na main 'ghalib' na 'faiz'.............." -

"koi mere armaano ka sabab na pucho.......

koi mere khayaalo ka mazhab na pucho......

main likhta chand alfaazo mein khayaal mere........

koi mere alfaazo ka adab na pucho...........

na main 'ghalib' na 'faiz' na koi aur sukhanwar.......

koi mere jazbaaton ka matlab na pucho..............."

Comments

Popular posts from this blog

tujh se

Magic / Fusoon