ab to hai dil-o-jaan nisaar tujh par hai khud se bhi jyaada aaitbaar tujh par ye ek dil kya cheez hai meri jaan aisi zindagi qurbaan hazaar tujh par ye na sochna k main likhta hu faqat likhne k liye zarurat padi to kar dunga haqiqat mere ashaar tujh par facebook.com/ananth.jsr