hai khud jyaada aaitbaar tujh par
ab to hai dil-o-jaan nisaar tujh par
hai khud se bhi jyaada aaitbaar tujh par
ye ek dil kya cheez hai meri jaan
aisi zindagi qurbaan hazaar tujh par
ye na sochna k main likhta hu faqat likhne k liye
zarurat padi to kar dunga haqiqat mere ashaar tujh par
facebook.com/ananth.jsr
postingan yang bagus tentang"hai khud jyaada aaitbaar tujh par "
ReplyDelete