na kabhi taaz-o-takht ki khwahish....

"na kabhi taaz-o-takht ki khwahish rahi hame...

na kabhi maqool waqt ki fharmayish rahi hame.....

jab taraash te.n hain manzille.n khud hum apni.....

to kahaan raah bhatakne ki koi gunjayish rahi hame......

Comments

Popular posts from this blog

tujh se

Magic / Fusoon