“wo na hum nafas hua na hum saaya hua

“wo na hum nafas hua na hum saaya hua

aaj lagta hai unpar yuhi waqt zaaya hua

wo jab the to hum itne khoye the

k chhod diya humne aur bhi haath aaya hua

log kehte hain k hai ye mubarakh din kisi ko paane k liye

k bohat din ho gaye kismat aazmaaya hua...“

Comments

Popular posts from this blog

tujh se

Magic / Fusoon