Khuda.......

“tu koseta us khuda ko ki de di
  usne itni badi sazaa

  milti jab khushiyan to kaun karta
  hai shukriya adaa

  uski nazron mein na koi zyada na
  koi kam

  milti tujhe bus tere hisse ki chahe
  wo khushi ho ya chahe gham.
  

Comments

Popular posts from this blog

tujh se

Magic / Fusoon