main har lamha ji raha hun
aaye jo tum meri zindagi main mere humnawa
main har lamha ji raha hun mizaaz-e-ishq main
na poochiye meri beqaraari ka aalam
mujhe tu hi tu dikhta hai parwaaz-e-ishq main
mile mujhe bus tera hi saath hamesha
hai dua us khuda se har aagaaz-e-ishq main
Comments
Post a Comment